Rehte hain saath saath main aur meri tanhai 
karte hain raaz ki baat main aur meri tanhai 
din to guzar hi jata hai logon ki bheer main 
karte hain basar raat main aur meri tanhai 
saanson ka kya bhrosa kub chor jayae saath 
lekin rahenge saath saath main aur meri tanhai


 
 


 




0 comments:
Post a Comment