DARD

**~ ** DARD ** ~**
mera afsurda chehra isliye b zard rahta hai..
Mujhe apne elawa b kisi ka dard rahta hai….
Tumharay dam qadam se hay ye mosam ki rangini…
Tumharay baad sara saal mosom sard rahta hai.
Tumharay baad baqi aur to sab theek hay lekin….
Jaha “DIL” tha kabi pehlay wahan ab DARD rahta hai..

0 comments:



Post a Comment