Ussay apne Husan pe Gharor tha,, 
Mujye apne Ana ka khyal tha,, 
Ussay Dil Lgi ma Kamal tha,, 
Meri Dil ki Lagi ka Sawal tha,, 
Wo Roothnay Mananay k Din beet gaye,,, 
Mujye Beetay Dino ka Malaal tha,, 
Wo kon tha kidhar chala geya,,, 
Jo mere Laboon ka Jamal tha,, 
Wo Apna tha k Begana,, 
Par meri Ghazloon ka UNWAAN tha.....R..F


 
 


 




0 comments:
Post a Comment