Ay Mah_e_ramadan Aahista Chal,

Ay Mah_e_Ramadan Aahista Chal

Ay Mah_e_ramadan Aahista Chal,
Abi Khaasa Qarz Chukana Hai...

Kuch Khuwab Hain Jinko Likhna Hai,
Aur Tabiron Ko Pana Hai

Kuch Log Hain Ujray Dil waly,
un sub main pyar bsana hai,

Aur k khizan raseeda angan main,
Eman ka beej lgana hai,

kuch toba KRNi baqi hai,
or ALLAH PAK ko hmain manana hai...!

Ashra_e_Maghfirt mubarak ho

0 comments:



Post a Comment