Aas hogi na Aasra hoga 
Aany wale dinu me kia hoga. 
Main tujhy ßhol jaungi ek din 
Wakt sab kuch ßadal chuka hoga. 
Naam mai ne likha tha Aankhun me 
Aansoun ne mita dia hoga....! 
Aasman bhar gya parindun se 
Pair koi harra gira hoga. 
Kitna dushvar tha safar uska 
Woh sar-e-shaam so gaya hoga


 
 


 




0 comments:
Post a Comment