Ay chand jub wo tari taraf dakhain

Ay chand
jub wo tari taraf dakhain

to unhain kuch yad dilaana
mudhar sa kuch geet sunana
aur kahna

tumhain koi yad karta ha
tari aarzo,tari umeed karta hai

koi aaj bhi
tumhain dakh kar eid karta hai

0 comments:



Post a Comment